Thak Thak Chutkule 3
Thak Thak!
Kaun hain bhaaya?
Bal.
Bal kaun?
Bal bal bach gaya SRK. Ab thode din Raj karega.
Thak Thak!
Kaun hain bhaaya?
Ek saal baad Number 1.
Ek saal baad Number 1 kaun?
Ek saal baad Number 1 kaun?
Bharat-Dakshin Afreeka-Australia, ye ladai trikone.
Thak Thak!
Kaun hain bhaaya?
Local.
Local kaun?
Local walon se panga liya, Local pe chala aur ban gaya Local boy!
Thak Thak!
Kaun hain bhaaya?
Sukna.
Sukna kaun?
Sukh na mila kisiko, dukh hi mila is case main.
Thak Thak!
Kaun hain bhaaya?
Aman ki Asha.
Aman ki Asha kaun?
Ye baat main bhi jaan-na chahata hu, ye hain kaun aur sacchi main exist karti hain kya?
© Sunil Rajguru
2 Comments
This entry is filed under Knock Knock Jokes and tagged with hindi knock knock, knock knock, knock knock india.
You can also follow any responses to this entry through the RSS 2.0 feed.
Or perhaps you're just looking for the trackback and/or the permalink.


Good one!
Thanks!